OnePlus ne India mein launch kiye do naye Smart TV, Jisko remote ke bina bhi control kar sakenge


 




OnePlus ne India mein launch kiye do naye Smart TV, Jisko ap remote ke bina bhi control kar sakte hai

Hello readers swagat hai ap sabka Review World blog me, Jesa ki ap sabi jante hai Review World ek aisa blog hai jahaan aapko nayee nayee jaankaariya pradaan ki jaati hai aur saath hi saath uske piche ki har detail apako di jaati hai, to aap nayee nayee jaankaariyon ke lie daily hamaara blog zaroor visit kijiye, Dhanyavaad Readars. OnePlus ne bahut samay se khabro mein rahe TV (OnePlus Smart TV) ko akhirkar India me launch kar diya hai. Hello readers swagat hai ap sabka Review World blog me, Jesa ki ap sabi jante hai Review World ek aisa blog hai jahaan aapko nayee nayee jaankaariya pradaan ki jaati hai aur saath hi saath uske piche ki har detail apako di jaati hai, to aap nayee nayee jaankaariyon ke lie daily hamaara blog zaroor visit kijiye, Dhanyavaad Readars.Company OnePlus TV ke zariye Samsung aur Sony jaise diggaj TV nirmata company ko kadi takkar dena chahti hai. Is TV me shaandar audio-video ke features milte hai sath hi OnePlus Smart TV me behtar sound quality ke liye Dolby Atmos system diya gaya hai. Isme 4K QLED ka support bhi milta hai.

OnePlus Smart TV ko do variant me launch kiya gaya hai:-
OnePlus TV ke dono variants E-commerce website Amazon par uplabdh hai.

OnePlus TV Specification -
OnePlus Smart TV ke dono variants me 55 inch ka 4K OLED display milta hai aur yeh TV Quantum Dot taknik se less hai. Iske sath hi OnePlus TV me DOLBY VISION ka support diya gaya hai. Behtar performance ke liye is TV me Media Tek MT5670 Quad Core SoC milta hai. Vahi, Is TV ke Screen ka resolution 1920×1080 pixels hai. Iske sath apko 3 yrs ke liye Android update diya jaega.

Gamma color magic -
OnePlus TV me apko Gamma color magic processor milta hai. Jisse apko Best Quality ke Video dekhne milte hai. Is TV me 8 speakers hai 6 Front me & 2 Back me. Isme USB Type-C Port ke dwara TV ka remote bhi charge kar sakte hai sath hi isme Android Navigation Button diye gaye hai. 

OnePlus TV voice se bhi control sakte hai -
OnePlus TV ko ap apne Smartphone se bhi chala sakte hai. Phone ke dwara ap is TV per Typing ke sath- sath Android Apps ko bhi use kar sakte hai. Isi ke sath OnePlus mobile se Google Assistant ke dwara Ap apni voice se TV control kar sakte hai.

OnePlus TV me milega Prime Video Button-
OnePlus TV ke remote me apko Prime Video Button diya jata hai. Is TV me apko bahut premium look me milti hai. TV ko premium look dene ke liye company ne isme Magnetic Plate ka bhi use kiya hai.





Latest Features, Beautiful Designed Mobile & Accessories 

Apple Iphone Stylish Cover 

Vivo V19 Mobile Phones With Latest Feature 

Latest Launched Samsung Galaxy M30s (Blue, 4GB RAM, 64GB Storage) 

New BIg Screen Smart Phone | Samsung Galaxy Note10 Lite (Aura Glow, 8GB RAM, 128GB Storage) 

Latest Samsung Galaxy S20 + (Cosmic Gray, 8GB RAM, 128GB Storage) 

Samsung Launched Galaxy M21 (Midnight Blue, 6GB RAM, 128GB Storage) 

Detailed Features Redmi K20 Pro (Pearl White, 6GB RAM, 128GB Storage) 

Latest Feature Samsung Galaxy A71 (Prism Crush Black, 8GB RAM, 128GB Storage) 

Worlds Best Mobile | Iphone 11 | Apple Iphone जानिए सारी दुनिया में कौन सा मोबाइल सबसे ज्यादा पसंद किया जाता है 

Oppo Find X2 | Oppo Launched New Find X series Smart phone in india 

find x2 pro | Oppo Launched New Find X series Smart phone in india 

Samsung Galaxy A71 With Unique feature 




No comments:

Post a Comment

Featured post

Rs 1 lakh crore gone! Ambani sliped on 9th position on international wealthy list, Networth gone down by $6.8 billion

Image Credit - Reuters Rs 1 lakh Crore gone! Ambani slips three locations on international wealthy list: What spooked RIL stock? Shares of o...